B3

BalBuddhiBidya

Hanuman ji ke teen gunon par bana hua roz ka sadhana app — 5 se 16 saal ke bachchon ke liye. Roz sirf 9 chhote sawaal, aur apni best banne ka safar.

Teen shaktiyan, ek roz ki aadat

Har pillar mein roz 3 honest check-ins — Nahin / Thoda / Haan

💪 Bal

Taaqat · anushthan · vyayam · niyam

Prarthana, khel, kasrat, neend — sharir ki shakti.

🧠 Buddhi

Chaturai · samadhan · dhyan · vivek

Puzzles, focus, planning, sahi faisle — mann ki shakti.

📖 Bidya

Gyan · abhyas · gyan-arjan · sikshan

Padhai, revision, naya gyan, sikhana — bidya ki shakti.

Yeh kaise kaam karta hai?

Hanuman Score engine — poora spec docs/02 mein, working code packages/core mein

1

Roz 9 sawaal

Umar ke hisaab se sawaal badalte hain (Balak / Kishor / Yuvak). Sach-much jo kiya, wahi chuno — Satya hi shakti hai.

2

Score banta hai

Har jawab weighted hota hai → momentum → streak multiplier (+1% har din) → Pillar Power. Teen pillars ka geometric mean = Hanuman Score.

3

Level up!

Prarambh se Sankat Mochan tak — jab aap strong ho jao toh sawaal khud-tight ho jaate hain. Kasrat badhti hai, aap badhte ho.